1 kuch ajnabee apni hi marzi se hum dekhte hai
shayad kuch dhoondte hai ya fir
timepass karte hai.
2 barish me bheegi hui
shayad kuch dhoondte hai ya fir
timepass karte hai.
2 barish me bheegi hui
wo karti hai kiska intezaar
main yaha chaata pakde dekh raha hoon
paani se dhulte huye uske chehro ko lagataar
3 haman hai ishq mastana, haman ko hoshyaari kya
mere sapne dekhne se logo ko pareshaani kya
4 aajkal 'samay' mujhse khafa khafa sa rehta hai
3 haman hai ishq mastana, haman ko hoshyaari kya
mere sapne dekhne se logo ko pareshaani kya
4 aajkal 'samay' mujhse khafa khafa sa rehta hai
main apney tarah se chalta hoon
aur 'wo' apney hisaab se chalta hai.
bejhijhak, bindaas.. literally dil se haasa diya
ReplyDelete